Shia larki se shaadi karna

· 22 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiurdunikaahshias

Question

Kia sunni larky ka shia larki se shadi krna jaiz hai?

Answer

Shia log umooman Quraan Shareef ke andar tahreef karte he, aur ye imaan rakhte he ke Quraan Shareef jis tarah munazzal minas sama tha us tarah mahfooz nahi. Neez, Sahaabah-e-kiraam (radhiyallahu anhum) ki tanqeed aur takfeer karte he. Aur Quraan Shareef ke jo ek harf ko bhi ghalat kahe uske kufr me koi qism ka shak nahi. Ayse lowgo se nikaah karna jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.