Shia log se baat karna aur khana khana
Question
Kia shia se baat karna un ke saath khana jaiz ha?
Answer
Shia log ye aqeeda rakhte he ke Quraan Shareef jis tarah munazzal minas sama tha us tarah mahfooz nahi. Neez bohot se Shia Qur'an Shareef me tahreef karte he owr Sahaabah-e-kiraam (radhiyallahu anhum) ki tanqeed aur takfeer karte he. Aur Quraan Shareef ke jo ek harf ko bhi ghalat kehta he uski kufr me koi qism ka shak nahi. Aise logo se door rahe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.