Khatarnaak jumla kehna

· 24 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeedaurduswearingdangerous statements

Question

Mufti sb main na ek dost sa kaha ka imaandarai ka sath business karo kaam karo us na aga sa kaha ka imaandari sa ****hasil hota h us na gali nikali aur wo gali main nahi bta sakta laikin mard ki sharamg ka mutaliq gali thi to main na is jumla ko har giz acha nahi samjha aur astagfirrullah kaha us ko bhi kaha ka toba karo kya ya fohash goi h ya jumla kufr imandari sa mtaliq.

Answer

Ayse jumlah kehna bare khatarnaak he. Taubah karna chaahiye. Aysa alfaaz aaindah ne kahe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.