Qaza Namaaz
Question
Mujh se bohat si namze qaza huwi he or kuch jan bhooj kar nahi parhi aur ab alhamdullilah me paanch waqt ki namaaz parhti hu. Mujh se jo namze chooti he unko kya me ada kar skti hu?
Answer
Aap ki zindagi me jitni namaaze choot gayee, un sub ki qadha kare aur Allah Ta'ala se tawba kare namaaz chorne ke ghunaa se. Namaaz qadha karna bohot sangeen ghunaa he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.