Sirf Quraan Shareef ka tarjama parhna

· 16 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQur'an ke mutaalliqurduquraanqur'an translation

Question

1. Kia hum Quran ki sirf translation bina Arabic verses parh kar pani pe dam kr sakte hn, kia wo b isi tarh shifa degi jis tarh Arabic verse deti hai?

2. Kia Quran pak ki tilawat sirf translation karne se wahi ajar milega jo Arabic verse parhne se milta hai?

Answer

Ye to phir Qur'aan Shareef nahi huwa. Qur'aan usee ko kehte he jo Hadhrat Nabi (sallallahu alaihi wa sallam) par utra aur wahi lafz he aur wahi ma`na he jiske saath ye naazil huwa he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.