Qur'an Shareef ku baghair samajh ke parhna
Question
Agar koi shakhs Qur'an ko sirf Arabic mein parhta hay aur us ko samaj to nahi aa raha hota ke wo jo parh raha hay us ka kia matlab hay to kia usay Sawab milta hay qu ke quran to samjh kar parhna hota hay aur phir us per amal krna hota hay?
Answer
Qur'an ka parhna ayk alag ibaadat he khwa koi samajhte huwe parhe ya nahi. Sirf parhne se sawaab milta he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.