Qur'an Shareef ku Saheeh makhaarij ke saat parhna

· 22 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQur'an ke mutaalliq

Question

Agar koi shakhs quran to parhta hay lekin theek makhraj ada nahi Krta to kia usay quran parhne ka sawab milta hay ya nahi,ya kia usay gunnah Hota hay?

Answer

Qur'an Shareef ku Saheeh tareeqe par parhna is tarah se ke us ke saare makaarij sab saheeh tareeqe par ada hojae ye darja waajib he owr is darje se upar mazeed tajweed (ya'ni gunna, izhaar, idghaam, waghairah ke masaail) ka seekhna bhi zuroori he agar che pehle darje se kam he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.