Chupke se nikaah karna

· 22 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiurdunikaahsecret nikaah

Question

Agar kisi larky r larki k gahr wale razi na hon r wo dono gahr walon say chup kar nikaah kr lain or nikaah k bad bhi gahr walon ko na batain k ham nay chup kar nikaah krliya h to kiya ye nikaah jaiz hogi?

Answer

Larki ku apne maa baap ke begair nikaah nahi karna chahiye. Ye kilaaf e sunnat he aur bari be sharmi ki baat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.