Talaaq yaafta larki wali ke ijaazat ke beghair nikaah karna
Question
Talaaq yafta larki apne hum palla kufu me reh kar wali ki ijaazat ke beghair nikaah kar sakti he?
Answer
Wo apni maa baap ke beghair har giz nikaah na kare. Is tarah chupke se nikaah karna bari be-hayaai ki baat he aur sunnat ke kilaaf he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.