Kisi ko kaafir kehna

· 2 Rabiʻ II 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeedaurduaqaaidcalling someone a kaafir

Question

Agar koi musalman kisi dosra musalman ko kafir kahna se khud kafir ho jai tu kya wo dubara toba kar ka islam ma aa sakta ha.

Answer

Ye jab kaafir ho jaaye jab usko kaafir kehna halaal samajhta he. To dobara kalimah parhle aur nikaah ki tajdeed karlo aur Haj ko duhraaye..

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.