Kisi musalmaan ko kaafir kehna

· 30 Dhuʻl-Hijjah 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeeda

Question

Main ap sa poochna tha kay kaya kisi Muslim ko kafir kehny sa banda khud kafir ho jata hai? Kal hum tv daikh rahy thy to mary husband na ak politician ko kaha kafir ka bacha jab k jis k lia unhon na yeh word use kia uski death hi chuki ha wo khud ak dam upset ho gye ar Allah sa mafi b mangi ar mjhy keh rhy thy k main na usko kafir samjh k nahi kaha ghussay ar nafrat ma kaha ma usko Muslim w samjhta hoon to plz btain kay kya hukam ha is bary main kya banda wakai islam sa nikal jata hai ar kya tajdeed e nikkah ar imaan bhi karna hota hai

Answer

Bilaa wajah kisee musalman ko kaafir kehne ko durust samajhna zaahir baat he ke ye kufr ki baat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.