Khula ke ba'd dobara nikaah karna

· 2 Rabiʻ II 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurdutalaaqkhulanew nikaah

Question

Bv k mutalby p aur sara haq mehr muaf kr k shohar s talaq li...shadi 3 months rahi, sath soy lekin mubashrat nhi ki kbi. kia aisy shohar s without halala dobara nikah ho sakta hai?

Answer

Khula se eik talaaq baain ho jaati he aur agar saath rehna ho to nikaah ki tajdeed kee jaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.