Nabi (sallallahu alaihi wasallam) ki kisi beti ki talaaq hua?
Question
Kia hamare peghambar Muhammad (sallallahu alaihi wasallam) ki kisi bety k talaq hoa tha?
Answer
Nubuwat se pehle Nabi (sallallahu alaihi wasallam) ne apni do saahib zaadiyo ka nikaah aap ke chacha Abu Lahab ke do beto ke saat karaaliyaa. Jub aap (sallallahu alaihi wasallam) ko nubuwat mili to Abu Lahab ne apne dono beto ko Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ke dono saahib zaadiyo ko talaaq dene ka hukam diyaa. Phir dono ne unko talaaq diyaa.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.