Saamaan ko kisto par khareedna
Question
Koi saman lena hai ek baar mei khareed nahi sakta. kist per lene per zayada paisa leta hai. kiya karu mujhe zarurat hai.
Answer
Saamaan ko kisto par kareedna jaaiz he beshart ye ke daam mutaayan ho, aur waqt par paise adaa na karne ki surat me riba ki koi baat ne ho .
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.