Baap ke paise se gaari khareedna us ke ijaazat ke beghair
Question
Me apne Abu ke saath kaam karta hu. Mere paas apni gaari thi. Mene Hajj karne ke liye apni gaari bhej kardi he. Ab me apne Abu ke paiso se gaari kharid sakta hu beghair bataaye?
Answer
Ye jaaiz nahi he. Waalid ke paise lena us ki ijaazat ke beghair khiyaanat he aur khiyaanat haraam he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.