Khayaalaat aur zabaan ki hifaazat

· 5 Jumada II 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturdutonguestray thoughts

Question

1. Hazrat mere dimaag mei hamesha faltu khayalat chalte rahte hai. Mai koshish karta hu kisi ek kaam mei dil lagau per nahi hota. Koi dua bataye.

2. Gaali dene ka azaab kya hai.

Answer

1. Laa Haula wala quwwata illah billah ko kasrat se parhe.

2. Hadith shareef me aaya he ke jahannum me bohot bara azaab aise logo ke lie jo apni zabaano ki hifaazat nahi karte he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.