Dil me gande khayalat se hifaazat

· 17 Rabiʻ II 1445 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Dil me gande khayalat anna aur kitab ki kasam anna.

Answer

Ayse logo, jagoh, madhaameen or social media se bohot door raho jin se shak wa shubah payda hota he. Rozana ghar me Fazaa'il-e-A`maal aur Fazaa'il-e-Sadaqaat ki taleem karlo aur saath saath waqt nikaalo Quraan Shareef ki tilaawat, zikr aur dua keliye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.