Parhaai ki wajah se musjid ko chor kar ghar me namaaz parhna

· 24 Rajab 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazJamaat Namaaz aur ImaamatJamaat ki Ahammiyyat

Question

Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) farmate he "Mera jee karta he me us insaan ka ghar jalaa du jo masjid chor kar ghar pe namaaz parhta he, agar mujhe unke biwi baccho ki fikr na hoti."

Me ayk taalib-e-ilm hu. Mere uper parhai ka dabaaw he. Me musjid jaake namaaz nahi parh paa raha to kya me ghar pe namaaz parh sakta hu?

Answer

Har giz nahi. Musjid me jaa karke namaaz parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.