Azaan se pehle namaaz parhna
Question
Kya hum azaan se pehle namaaz parh sakte hain agar majburi ho to?
Answer
Agar koi banda bimaar he aur wo namaaz ke waqt ke daakhil hone ke bad ghar me apni farz namaaz parhe, to us ki namaaz durust hogi agarche musjid ki azaan ab tak nahi huwi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.