Azaan se pehle fardh namaaz parhna
Question
Agr azaan ky waqt sy 5 min phly namaz prha liajye q ky qaza hojaty ha qaddha ho safar ki wajah sy to prha skty hy kiya?
Answer
Agar namaaz ka waqt daakhil hogaya magar musjid ki azaan abhi tak nahi howi, to agar kisi ne fardh namaaz parhli to namaaz hojaaegi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.