Mian biwi aapas me achche akhlaaq se rehna

· 8 Dhuʻl-Qiʻdah 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Mian ka bv ki baat na mane par kya saza hai? Aur many par kya ajar? Aur bv ka mian ki baat na mane par kya saza hai? Aur many par kya ajar hai?

Answer

Achche akhlaaq ke saath pesh aana ye kareemaanah aur shareefaanah khaslat he. Aurato ki kamzoriyo ko bardaasht karna ba-shart ye ke shara, aql aur akhlaaq ke khilaaf ne ho ye bohot hee pasandeedah cheez he.

Jo aurat Allah ki saheeh farmabardari karti he aur khawaind ki jaaiz baato ko bhi to aysi aurat insha Allah jannati aurat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.