Achche logo ke saath rehna
Question
Main nay 4 se 5 bar khwaab dekha jis main kisi na kisi hadsy se bachta hoon aur phir gaib se awaz aati hai ke khirki (window) se mitti ati hai is ka zikar surah mumtehna main hai aur meri aankh khul jati hai. is ka kia matlab hai?
Answer
Deendaar achche logo ke saath raho aur buro aur kaafiro ki suhbat se bohot door raho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.