Khwaab ki ta'beer

· 24 Safar 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mene Khwaab main dekha ke main apne mulk pakistan ja raha hun jahaz main jab main pakistan pohchne wala hota hun to jahaz girta hai aur main us ki khirki se chalang marta hun aur bach jata hun. Baaqi sab us jahaz main tabah ho jate hain. Mere ilawa koi bhi nahi bachta sab mar jate hain.

Answer

Neak logo ki suhbat me raho owr apni Deen ki hafaazat karo. Allah Ta'ala aap ku museebato se bachaia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.