Kinayah talaaq me niyyat zaroori hai?
Question
Aik do bar mre shohar ne mjhe talaq k kuch kinaya alfaz kahe bd ma main ne niyat pochi k ap ne talaq ki niyat to ni ki th to guse ma bezar ho k kaha han jao yani niyat th.. Jb l bd ma halfia bayan dia k ma ne un niyat se to kaha he ni tha...to kia talak ki niyat k is jhoty iqrar se talaq waqae ho jati h jb k diyanatan un ki niyat ma talaq murad na th?
Answer
Agar talaaq ki niyyat nahi thi to talaaq nahi howi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.