Zer-e-naaf ke baal na saaf karne ki saza

· 3 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaam

Question

Agr koi undershave ni krta us k lye kya saza hy islam mea? Kya us ka ghusal ho jayea ga? Kya us ki namaz qabool ho ge agar us nea 40 din sea zayada baal saaf ni kiyea

Answer

Fowran usko shave karlena chahiye. Kaafiro ka tareeqah he. Kaafiro ka tareeqa ikhtiyaar karne me hamesha museebat aur pareshaaniya aati he.

Namaaz qabool hogi lekin ye bari be wuqoofi aur nadaani ki cheez he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.