Haraam karne wale ka imaan ka haal
Question
Kya sharaab pinay walay or zina karnay walay ya koi haraam kam karnay walay ka eeman baqi rehta hai?
Answer
Jee, lekin unko chahiye ke in sangeen ghunaaho ke liye tawba kare aur phukta azam kare ke aainda wo ye ghunaaho nahi karenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.