Peeche ki sharamgah ke baal nikaalna

· 24 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaam

Question

Kya mard ko apni peeche ki sharamgah ke baal naikaalna zaruri hai? Kyunki waha ke baal nikalna mushkil hai toh kya waha ke baalon ko chorna nahi jaa sakta? Aur koi tareeqa jisse peeche ki jagah ke baal asaani se saaf hojaye?

Answer

Usko nikaalna chaahiye.

Baal nikaalne ka jo cream he usko istimaal kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.