Musjid ka paisa ko istimaal karna

· 29 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaqfMusjid ke AhkaamMusjid ke masaarif

Question

Hamare paas masjid ki kuch rakam thi jise masjid ke yani Allah ke ghar ke liye kisi ne diya tha. Hamne wo rakam bohat majboori aane par istimaal kiya is niyyaat ke saath ke jaise doosre paise jama ho jayenge wo paise me waapas doongi. Kya aisa karna gunaah ya haraam he? Aur aaj wo paise bhi aagaye or me ne dediye.

Answer

Ye to ghalat baat he. Fowran ye paysa waapis kar dena chaahiye. Allah se tauabh kare. Aysi baat har giz nahi karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.