Company ka paisa waapas karna
Question
Ek jagah job kar raja tha. Waha se ab chor di he lekin un ki kuch amount mere paas he jin ka unhe ilm nahi. Un ko waapis karne ka tareqa bata de. Me un ke notice me nahi lena chahta ke amount kaha se aayi ya phir bata de ke itni he amount me sadaqa ya khairat kar sakta he.
Answer
Usko waapis kardena chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.