Kisi ka paisa lena

· 14 Rajab 1446 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaail

Question

Maine ek doctor ko paisa diya tha lekin mere kaam nhi hua tha or woh paisa ab nhi de rha toh kya mai us paise ko sadaqah nikal sakta hoon?

Answer

Agar us ne aap ke liye koi kaam nahi kiya aur aap ke paise le liye, to ye zulm he. Is zulm par sabar karne ke badle me, Allah Ta'ala aap ko ajar aur sawaab ataa farmaainge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.