Haiz ke doran kapre ko phenkna ya jalana?

· 29 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke MasaailHaiz, Istihaazah owr Nifaas

Question

Haiz k doran use hony walay kpry use k bd phenkna ya jalana kesa hy... kch aurto ka kehna h k jalana ya phenkna jaiz nh h...shariat men is ki koe hqeeqat hy?

Answer

Use kapre ko kyu phenka jaaye. Usko dho karke istimaal karna chaahiye. Ye koi istimaali cheez khwa ma khwa pehnk dena ghalat he. Israaf aur fudhool kharchi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.