Ye aqeedah rakhna ke Ambiyaa (Alayhis Salaam) ke ander gunah ki taqat hai
Question
Ager koi shakhs ye aqeeda rakhe k Anbiya Pak gunah se pak aur masoom hote hain lekin un main gunah ki taqat Allah Pak ne rakhi hai to kia ye kufer hai?
Answer
Ye kufr to nahi lekin khwa ma khwa aysee khiyaalaat jee me laana be wuqoofee he aur nadaani.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.