Mehndi ko amla me paka kar siyaah hojaye to is ko isti'maal kar sakte?
Question
Balon ko black color lagan mana h magar agar amla ko pani ma paka k ya simple mahndi ma mix kar k black hair dye ki remedy banti h jis se balo ka rang kala ho jata h to kia is tarahan jayez ho ga ye to natural chizen h koi chemical nahi.
Answer
Mehndi bhi natural cheez he. Khaalis siyaah nahi hona chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.