Ache insan ke sath bura or bure ke sath acha kiyu hota he?
Question
Ache insan ke sath bura or bure ke sath acha kiyu hota he?
Answer
Ye dunya amal ki jaga he jazaa aur saza ki jaga nahi he. Jaza aur saza ki jaga aakhirat he. Lekin kabhi Allah Ta’ala dunya me tora inaam aur ajar dete he aur tore saza aur azaab dete he. Kabhi ache logo ko Allah Ta’ala aazmaate he taake un ke ghunaaho maaf hojaai aur wo Allah Ta’ala se aur qareeb hojaai aur kaafiro ko Allah Ta’ala dowlat aur aaraam dete he taake wo dunya me apne ache aamaal ka ajar mile aur aakhirat me un ke liye jahanam ka saza ho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.