Biwi zina kare to bacha kis ka hoga?

· 12 Rabiʻ I 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Agar ek aurat shohar ke nikaah main ho aur usne (biwi ne) najaiz talluqat qaim kar ke aulad paida ki ho tu keya shohar ke leyan kiye bghair aulad haqeeqi shohar ki hi hogi chahe shohar na marda bhi ho?

Answer

Agar shohar inkaar nahi karta ho aur zina ka koi thuboot bhi nahi to usee ka bachcha kaha jaayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.