Biwi ki khushi se mahr ko kam dena

· 27 Rabiʻ I 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Mera nikah one month pehlay hua hai aur mehr main aik 10 marlay ka plot likha hai. Kia main us ki jagah 5 marlay ka plot day skta hoon agr dulhan aur us k ghr walay razi hon to?

Answer

Agar unki khushi ke saath ho to koi haraj nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.