Qasam khana ke agar mushtzani karega to hone wali biwi par 3 talaaq
Question
Agr main ye kaho ky agr main ny 2 month tak mushtzani ke to main jis sy shadi karo wo muj pr 3 bar talaq. Ab agr main moshtzani karo to agr main shadi karo to talaq hojayge ya nahi?
Answer
Aysee shart nahi karna chaahiye. Agar lagaayi aur mushtzani ki to talaaq ho jaayegi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.