Ghous naam badalna

· 23 Rajab 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaamo

Question

Mera naam mere abba ne Muhammad Ghous rakha tha. Bohat Saare log kehte he ke yeh naam nahi rakhna chaahiye kyun ke Ghous naam ka meaning help murad puri karne wala hota hai jo rakhna ghalat he. Ab is naam se mere saare documents bhi he. Kiya yeh naam rakhna saheeh he? Kiya is naam se koyi maslah he?

Answer

Aap apna naam Muhammad Yunus bataade. Kaaghazaat badalne ki fikr na kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.