Bila wajah apna naam ku badalna
Question
Mein apna naam Izza Janat rakhna chahti hun. Muje bata den ke ye name mere liye thek hai ke nahi ya bata dein kese maloom kiya jae ke ye name mere liye theek hai ke nahi?
Answer
Bila wajah ke apne naam ko ne badle. Apne a`maal ko badle. Naam me kya rakha huwa he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.