Pareshani ki wajah se ghar badalna
Question
Muje jis ghar mein rent par rehti hu wo kuch alimmo ne change karne kaha hai kyunki jab humne ghar liya tab kuch months baad se mere husband ko blood pressure ka issue ho gaya, aur mera ek preterm baby huwa tha wo bhi guzar gaya, aur kuch month baad muje hamal raha lekin woh bhi miscarriage hogaya, so aisa hai ke kya hame ghar change karna chaiye?
Answer
Nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.