Masbooq Surah Faatihah ke bad Surah parhenge ya nahi?
Question
Jab farz namaaz me hum 4th rakaat me shamil hote he us ke baad imam jab salam kerta he baqi jo rakaat he un me kiya surah parhni he ya nahi?
Answer
Jee, baaqi rakate parhne keliye jab khare ho jaye to pehli aur doosri rakaat me Surah Faatiha aur qiraat dono parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.