Beti ke liye ghalat khiyaal

· 12 Shawwal 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Kia baap ke dil me beti ke liye ghalat khiyal aane se is mard ki biwi is pe haram hojati he? Agar koi shakhs la ilmi me aisa kaam kare to phir iske liye taubah ka kia raastah he?

Answer

Mahaz ghalat khiyaal se is ka nikaah nahi tootega. Lekin agar koi mard apni beiti (jis ki umar 9 baras ya us se ziyaada) ko shahwat ke saat choowe, to us ka nikaah apni biwi (beti ki ma) ke saat toot jaaiga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.