Wali ke be ghair nikaah karna

· 27 Dhuʻl-Qiʻdah 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Kiya larki ka wali ke be ghair nikaah ho sakta he? Jab ke larki ka walid us nikaah ko nahi maanta aur larki ne khud se 22 saal bare aadmi se nikaah kiya he?

Answer

Agar us larki ne apne kufu yani baraabar ke aadmi se nikaah kya to nikaah saheeh hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.