Mazaaq me nikaah karna

· 19 Dhuʻl-Hijjah 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Meri ek dost ne dosto ke saath beth kar mazaaq me qabool he kaha aur larki ne bhi kaha. Phir yaad nahi ke 3 baar bola tha ke nahi. Na haq mahar tha na ghar wale. To aisa nikaah hojaye ga?

Answer

Iejaab wa qubool karne se nikaah mun'aqid ho jata he jabke gawaah aur shaahid bhi moujood he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.