Qismat kab khulegi?

· 2 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Meri qismat kab khule gi? Me ne kafi jaga apply kiya tha phir koi naam nahi aaya wahaa se? Ma bohot pareshan hu. Koi job nahi he. Koi hul bataye.

Answer

Ye har giz mat kaho ke qismat kab khulegi. Qismat aapka khula huwa he. Aap namaazo ke ba`d dua karte rahe. Dua karne me aapka koi kharch nahi hoga. Allah Ta`ala ne chaaha suhoolat aur aaraam aapko milegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.