Billi se acha ya buri nishaani lena
Question
Me ne bachpan se ab tak bohot billia paali he magar kuch time se ghar ke halaat bohot kharab chal rahe he to koi bhi billi ghar me nahi tikti thi bhaag jaati thi ya apne aap mar jaati thi ya ghar chor ke dusre ke ghar rehne chali jati thi. Abhi 2 mahine pehle bhi ek billi ka bacha pala tha kuch din baad wo bhi bhaag gaya aur aaj achanak se wapas aagaya. Usne sab ko pehchaan bhi liya. Aap mujhe bataye ke ye ache ki nishani he ya kuch ghalat?
Answer
Ye buri nishaani nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.