Khwaab ki ta'beer
Question
Mera sawaal yeh hai ke mujhe abhi kuch din pehle khwab dikha ki ek kaali billi hai. Phir mujhe dikta hai ki ghar mein kaali billiyein barhti hi chali jaa rahi hain. Bohot saari kaali billiyein ho jati hain barh barh ke aur main unse bohot dar rahi hoon. Please is khwab ki tabeer bata dein.
Answer
Jab lowgo ke saat mile to apne dil ku hamesha saaf owr paak rakhe owr sab ke saat acha sulook rakhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.