Meerath

· 5 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWaraasat

Question

Ek bande ki total jaidad 21 lakh rupe ki he lekin woh aur us ki biwi foat ho chuke he. Ab 3 bete aur 2 betiya zinda he to kis ke hisse me kitni rupe aaenge?

Answer

Agar mayyit ke 3 bethe aur 2 bethiya ke alawa koi aur shar`ee waaris na ho to uska meeraath ko 8 baraabar hisse me taqseem kya jaayega. Har betha ko do hisse milega aur har bethi ko eik hissah milegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.