Zikr zubaani ya dil me karna?

· 6 Muharram 1441 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsDua owr Zikr

Question

Mera sawal zikar Allah se he, kehte he ke zikar zuban se karna chahiye. Me zuban se bhi karti hu phir ziyada tar me dil ma karti rehti hu aur dil me karte huwe sunti bhi hu. Mujhe sunnai deta he jo kuch me parhti hu. Kiya yeh saheeh amal hw? Ya zuban se hi zikar karna chahiye?

Answer

Dono tarah se zikr saheeh he. Albatta jo tasbeehaat namaaz ke muta`allaiq ho ya namaaz ke andar ho ya masnoon duaaye ho usko zubaani hee parhna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.