Molvi ke beghair gawaaho ke saamne nikaah karna
Question
Agar beghair molvi ya nikaah khwan ke ijaab o qabool ho jaye aur haq-e-mahar bhi ada kar diya jaye aur gawah bhi moujood ho to kiya nikaah ho jata he, kiya dono ek doosre pe halaal ho jayengi?
Answer
Haa, agar aurat ne apne kufw me nikaah karlee to nikaah saheeh ho jaayega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.